Google AdSense Ki Service Hasil Karny Kay Lye Jo Chezain Behad zaroori Hay Wo Darj zail hain.
Agar Aap Ko Website Banay Nahin Aati Pher Bhi Aap Google Say Earning Kar Sakty Hain .
Keonky Internet Per Thousands (hazaroon) loog Blogg ka zareye kama rahy hain .
Kafi websites hain jo aap ko muft (free)
blogg banany ki sahoolat daity hain.
Jin main Google Kay Blogger.com
Ya blogspot.com bhi Moujood hain .
Ya wordpress.com bhi zyada mashoor hay.ye bhi google ka prouduct hay .
Aap in main say intihaye asani say web blogg bana sakty hain .
Blogg Ya website kaisy banaya jae click here .
Aik Awar Aam Baat Ye bhi Hay .Aap Ki Website Per Moujood Mawad Google AdSense Support Language Main Hu.
Chonky Aap Ky Pass Ab Google AdSense Ka account Moujood Nahi Hain .Is Waja say Aap Ko Aik Website Ya Blog banana pary ga Jo Ky Mukammal Aysy Zuban Main Ho jo google adSense Suport language ho .Google AdSense Kay Account Main apply Karny Kay baad Taqreeban Aik Maheeny Kay andar Mil Jaega .
Ya Agar Aap Blogger.com Kay Zareye Apply Karengy Tu AdSense Aap ka Application jald Aprove Kary Ga .
Yaad Rahy Google AdSense Par Apply Karny Say Pehly Aap K account Main Kam Se akam 10/15 Post Zaroor Moujood Hon.
Google AdSense Per Apply Karny Say Pehly Lazmi Hay K aap Website Google Search Index main Moujood Ho.
Yani Agar Koi Seach Karain Tu Aap Ki Site Bhi Google Search Main Dekhaya Jata Ho.
Agar aap Nah Kisi Free Website Kay Zareye Subdomain Per Website Banaye Hy .To Pher Ye Imkan Zyada Hay kay aap ka website search index main Shamil Na hoon.
.com/.net Awar Deegar Top lavel Domain Names Ko Google Khud SEARCH index Main shamill Kar Layta Hain.
Agar Aap Ki Site Free Hosting Server Per Banaye Gai Hay .To pher Aap Ko Personly google Index Main Add Karna Hoga .Is Ka Behtareen Tareeka Kar Ye Hay Ke Aap Kisi Aysi Site Per Link add kar Dain Kay Wo Google.com Per Pehly Say Add ho!
To Taqreeban Aik Haftay Kay Andar Aap Ki Site Bhi Google Search Index Main Add Ho Jaega .
Is Ka Behtareen Tareeka ye Hay .ky aap Internet Per Moujood Forum Sites Per Apni Website Ka Intriduction Ya Phir Serp Link He Day Dain Is Tarah Aap Ki Jald He Google INDEX Main Shamil Ho Jaega .
Google AdSense Ka account Jald Hasil Karny Kay Lye Zyada behtra Hoga Kay Aap Blogger.com Per Ya Pher Wordpress.com Per bLog Bana Layn Is main aap Ko Ye Faida Hooga Kay Yahan Aap Ko Page Designing Nahi Karni Pary Gi.
Google Ki team Aksar Sites Ko Is waja Say aprove Nahi Karty Ky Un Ki Design Professional Nahi hota Ya AdSense Fraindly Nahi hoty.
Dosri Aham Baat Ye Hay ky Aik Dafa Google AdSense Ka Account Milny Kay Baad Aap Apni Hazaroon Sites Per Google Kay Ads Laga Sakty Hain.
earningideass.com
- Aik Professional Desinged website.
- English main lekhy hwy behtareen Articles
- Website Google Search Index MainAdd Hon.

4 comments:
Good one
hey thanks for great tut ❤🥰❤ gonna follow it 😂😂😂
with all love, www.SocialStory.Design
TRY OUT NOW OUR APP FOR FREE! 👀👀

🐢 thansk we are not ashamed to say that we are best social story creator; if you dont believe 📆📆 us check out 📲 📲 www.SocialStory.Design
Post a Comment