Friday 24 April 2020

keyword search karty hwoy ham say kya ghalti hoti hai common seo mistakes

keyword search karty hwoy ham say kya ghalti hoti hai common seo mistakes  

 

earningideass

KeyWord Search Karty Hwoy ham say kya ghalti hoti hai .
ham google adword Main jaty hain awar mukhtalif sittings kay baad is main apna key word inter karty hain .awar phir is main searches daikhty hain .farz karain searches 50000 hain Awar sath ye bhi lekha hay "low compities "Awar ham kehty hain ye zabar10 keyword mill gya buht zyada searches hay awar compitationbhi low hay !


Ghalti ye hoti hay  ky ham wo competetion  select karty hain .jo ranking ka nahi hoota .wo adword compaign ka compaign hota hay.is keyword par in logoon ko jaga milti hay jo is key word per apni campaign google adwords ki zareye chala rahy hoty hain .
Awar ham us ko ranking ka capitation samaj  kar ranke kar rahy hoty .
Jaisy Ham agar kisi keyword ka campation daikh rahy hy .tu wo agar "low" hy tu ham samajty hain ky ye keyword acha hay .ky ye keyword acha hay .jab ky wo asal main high caption ka word bhi ho sakta hay .
jahan ham daikh rahy hain us ko usy aga nahin deekhana chahye .
Keyword Campation Kahan Dekhana. chahye is par aagy baat ho gi!

website ka topic chose karty howy ham say kya ghalati hoti hay ...
websites ko agar ham kuch aqsam main taqseem karain tu ye 3 aqsam aham hongy.

  • Product Based Niche Website

is per site banany kay lye aap aik product amazon waghaira say aaty hain .farz karain main nay vitloss ka aik product laya .aap ny is product per aik website bana ley awar is keywords kay mutabiq ranke karna hooga .

  • Niche Website

is main may ny product par nahin banaye site bal ky vitlois per banaye ya skin per banaye pher aap nay in product per kaam karna hooga jo vitlois awar skin ky bary main hain 


  • Brand Website
Ye aik bari website hoti hay ye bhi aik cheez ko samany nahin rakhty .is main sirf vitlois nahin ayega ya serf skin nahin ayega "health ko cover karygy "tu is main helth ka sab kuch ajaega.

Awar ham kya ghalti kya karty hain!
Ham Seeda Brand per site bana laity hain jiss main sab kuch aata hay awar yahi hamari ghalti hoti hay .
na ham itny sary keyword ranke kar sakty hain .Na hamary pass itny zaraye hoty hain .na itna  time over kya hota hay.
ham nakam he ho jaty hain .awar aakhir kaam choour jaty hain .
phir ham kehty hain SEO  over main kuch nahin rakha .
zahit hay jab aap ka pehla qadam he brand website say start ho gaya .tu nakami muqaddar tu bany gi .

Zahir Hay Sihat Ya helth jesa itna bara Topic wo  aap say cover nahin ho sakta .is ki aagy atni shakhain nikli hain .jiss per aap ki maloomat nahin hoti awar na itna  elam hota hay .tu helth ki shakhon main mazeed shakhain nikalti hain .
 tu aap ny karna kya hai .Ya tu aap prouduct per kaam karo ya niche per kaam karo .
Brand per kaam karna. aap ky bas ki baat nahin na aapky itny zraye hain awar na elam .
Ab tak ham nay seekha ky kya karna hay .awar ab ham baat karain gy .ky ky nahin karna hain .
ab tak ham ny jo batain ki hain wo wite hate SEO kehlata hay .

Koi black hate SEO Techneche istemal nahin karni hay .
Clocking nahin karni(aysy technech jo search ingines ko dekha rahy hain awar users say chupa rahy hain. ya user ko kuch awar dekha rahy hain awar search engines ko koi awar page dekha raha hay )

Comment Spaming nahi katni hay jab bhi blogg comment karain wo aysi comments ho kay aysa na lagy ka ham serf backlinks banany kay lye comments kar rahy hain awar boots awar software use na karain .

Keyword Stufing na krain .
yani apny makhsoos key word ko article kay 2% say zyada nahin hona chahye .
yani keyword deinsty ,article ka 2%  say zyada na ho agar aap nay keyword stufing key tu aap google pengoin kay shakar ho sakty hain
.



title description tag main makhsoos keywords ko dobara  istemal na karain.
o optimazation na karain yani cheezoon ko balance rakhy .
keywords had say zyada repeat na karain .
links zyada istemal na karain .
kam ho jaye tu itna masla nahin hota jitna zyada hony say hota hay .
keywords repeat na karain .
zyada ads istemal na karain .
copy na karain ye aap kay lye masail paida karsakta hay .
is ki waja sag aap ka site deindex awar band bhi ho sakta hay .

links na khareedain .
praivate blogg network na banaien .
PBN na banaien .ye aysa blogg hota hay jo kuch bloggs ka network bana kar backlinks banaty hain .
ye kuch jaga tu kamyab ho sakty hain. lakin aksar unnatural hony ki waja say loog aksar nuqsan uthaty hain. 


Jo Batain zihn main rakhni hay.
post title 50 words ka hona chahye is say zyada kay alfaz google main nazar nahin aaty .
meta description 140 words ki honi chahye .
is say zyada google main nazar nahin ayegi .
permalinks  4 words  tak behtar rehta hay .
keyword dainsty 2% sag zyada ki na ho.

3 say 10 interlinks aik article main hona chahhye .is say zyada nahin is say zyada nahin .ye baat is per bais karti hay ky aap ka article kitna lamba awar kitni alfaz per mushtamil hay.

interlinking  artivle kay start ya end main na karain .bal ky article kay darmayan main karain .
agar article 1000 words say zyada ka hay tu phir 10 links  tak kar sakty hain .agar kam words ka hay tu 3/5 links dainy chahye .

10 comments:

BlogsAndNews.com said...

Blogili is the premier and most trust worthy resource for technology, telecom, business, and auto news in World. Whether it’s the market trends and analysis, product reviews, guest posts, how to Do’s or tutorials, and SEO tips and tricks – we cover it all.
SEO Learning

inamgee said...

That's right. I want to bring even better and better SEO related articles for my visitors.
thank you very much .

Shelli said...

That's really helpful. Thank you.


www.bicroom.com

Anonymous said...

helo we woukd like to invite you to try out our best z Instagram Story Maker software free 🦄 🦄 @ www.SocialStory.Design thanks for feedback!! rvery comment wins free premium instagram.com/socialstory.design 🤷

www.SocialStory.Design said...

ahaha helo we woukd like to invite you to try out our best z Instagram Story Maker software free 🦄 🦄 @ www.SocialStory.Design thanks for feedback!! rvery comment wins free premium https://instagram.com/socialstory.design 🤷

Anonymous said...

You Should Know That
tamilrockers.ws
Mangago
Manga Stream
Filmxy
Moviesflix
1377x

Make money online said...

https://youtu.be/2-JISiUscHk

hotstar promo code uk said...

Hey, I am James Smith studying at London University. As per my specializations, we provide hotstar uk promo code.

Hotstar uk promo code

aret chiropractic said...

Hey, I am Smith Shen studying at Sydney University. As per my specializations, we are working as team of therapy expert. Best Chiropractor Sydney CBD

Local plumber said...

Solve It Plumbing are a highly experienced, licensed team of plumbers. We operate in all areas of Sydney and Brisbane and offer fixed quote prices – meaning no surprises for our valued customers. Emergency Plumber