Friday 17 April 2020

SEO tips website/blog ranke karny kay lye konsa kam karna lazmi hay .SEO tips urdu

SEO tips website/blog ranke karny kay lye konsa kam karna lazmi hay .SEO tips urdu


Earn Money Online


  • Kisi Bhi Website Ka "SEO" Karny Say Pehly Hamary Lye Ye Janna Behad Zarori HAY Ky Clinet Ka Maqsad Awar Is ki Zaroryat Kya Hay Sab Say Pehly Ye Janna Zarori Hay Kg Website Kiss Qism Ki Servicess Users ko Muhaya Karti Hay 
  • .Jab Hamain Ye Pata Chal Jaega Tu Hamary Lye Ye Janna Bhi Asan Hojaega Ky Site Awar Clinet Kin Wajohat Ki Bina Par Apni Website Ki Apni Website Ko Tol RANKING main Laa Chahta hay .
most important seo tip you need to know



  • Hamain Ye Jnna Bhi Zaroti Hay ky Clinet Kay Website Ka Traget Konsa Makhsoos Iria Hay .Kha Wi Pani Company Ko Aik City YA Chand Cityies Main Puhunchana Chahta Hay .Ya iska Target Aik Mulak Ya Dunya Ka Konsa khatta Hay Jis Main .Yani Is Website Ka target Irya Ka Pata Hona Chahye .
Phir Hamian Wo Makhsos Keywords Awar Kevries Ka pata Hona Chahye Jin Par Hamara Clinet Apni Website Ko Search ingienes Main top Par Lana Chahta Hay.
  • Ham Janty Hain Ky Bunyadi  Ky bunyadi Tour Par SEO ki Mukhtasar Tareef Ye Hain Ky Search ingines Ki Guidelines Ki maddenazar Rakhty Howy Kisi Bhi Keywords Ya Keveries KI Bunyad Per Apni Website ako Search Engines Main Top ranking Main Lana SEO Kehlata Hay . 
  • SEO proccess Kaisy Kam karta HayIs kay Bary Main Ham Pehly Par chuky Hain Ab Ham Jan Chuky hain Clinet Ky Keywords Kay Bary Main Is Irea Ka Barg Main Bhi Jan Chuky hain Jin Ko Hamara Clinet Target Karna Chahta hay.In Servicess Kay Bary main Bhi Jan Chukay Hain Jo Wo Makhsos Websites Muhaya Kar Rahi.
  • Tu Hamy Sab Say Pehly Un Kewords Per Research Karni Paregy Awar Ye Janna Parey Ga .Ky Konsay Keywords Is Website Kylye Behtareen Rahengy .Ya Konsy Aysy Keywords Ho Sakty Hain Jo Is Website Ky lye Aik Acha Revenue Generate Kar Sakain  
  • Ya Konsy aysy Words  Hosakty Hain Jo Is Website Kay Lye Acha Revenue Generate Kar Sakty Hain.
  • Keywords search karny Kay Baad Ham Ye Janeengy Ky Konsay Aysy Words Hay Jiss Ko Target Kya JaSakta Hay .Tu is Kay Lye Sab Say Behtareen toll 'Google AdWord ' Toll Istemal Kareengy .Is Toll Kay Zareye Ham Keywords Research Karaingy Awar Ye Janengy Kay Konsa Key Word Is Site Kay Lye Behtareen Intikhab Ho Sakty Hain.Is kay Bad Pher Jo Keywords Ham Is tool Say Search kareengy Pher In Main Say Targeted Kaey words Ka Intekhab Kareengy.Google  Adword Toll Kay Bary Main Post Ayega.Is Ko Kaisy Istemal Karain.Is kay Baad Bari Aati Hay Onpage Optimization Ki Kay Bary Main ,Main Bhi Pehly Aik Post Main Bata Chuky Hain Is ki Mukhtasar Tareef Ye Hay Ky Kisi Bhi Website Ko Search Engines Ki Guidelines Ko Maddenazar Rakhty Howy Mukammal Tour Par Search Engines Fraindley Banana Onpage Optimisation Kehlata Hay .
  • Awar Agar Aap Nay Website Ki Onpage Optimization Behateen Tareeqy Say Ki Hay . Tu Aap Ki Website Ki Ranking Barhny Ka Qavi  Imkanat Moujood Hay.

Is Kay Baad Aap Nay Ye Dahyan Bhi Rakhna Hay Ky Aap Ki website Ka Acha Behtareen User Interface Ho Awar Aap Ki Website Quality Content Say bhar Poor Ho .
Agar Aap Nay Sab Kuch theek Kya Hay Lakin Aao Ki Website Ka Interface User Fraindly  Nahi Hay Awar Aap Ka User Website Per Aa Kar Apni Matlooba Content Tak Rasaye Main mushkil Ka Shakar Ho Jata Hay . Tu Aap Ki Sari Mehnat Bekaar Ho Jaegy 
Awar Aap ki Website Per Aany Wala User Aik Tu Jald Aap Ki Website Choor Kar Chala Jaega Jiss Ki Waja Say Aap Ki Website Ka "Bounce Rate " Main Izafa Hoga .Awar Aap Ki Website Ki Ranking Afect Ho Gai Awar Dosra Wo Aap Ki Website Per Dobara Aana Gawara Nahi Kary ga .
Jaisy Hi Aap Nay Onpage Optimization Mukammal Ki Awar Tamam URL Bhi Rewrite Kar lye Tu Aap Kay Lye Zarori Hay "Sitemap XML " Banayen Awar Agar Zaroorat Ho Tu "robot  Robots.txt  "bhi Banayen Awar Inko Apni Website Ki Wroot Directory Main Upload Karain Awar Phir Is Ko Google...
Google Ki Webmaster tools :
https://www.google.com/webmasters/
Bing kay webmaster tools :
http://www.bing.com/webmaster
Main Submitt karain ,is say aap ko apnji site kay bary main "crowl"say mutalliq har qisam ki malomat google awar bing kay webmaster tools muhaya karaingy .
Jo aap ko SEO karty waqt qadam qadam per madad karengy .jaisy backlinks kay bary main ,kiss keyword per aap ki website ka awsat ranking kya hay,kitny users is ko daikh rahy hain .kitny isko click kar rahy hain waghaira .

phir Aap ko chahye hogi ky aap ko apni website kay traffic  bary main aik aik ka maloomat ho .ky aap ka user kiss keyword say aya ,kis website say aya ,konsa search engine istemal kar ky aaya  .kitni deer aap ki website per ruka .awar kab is nay aap ki website ko choura ye sab malomat aap ko google analytics de ga .is lye zaroori hay kay aap apny website ko google analytics main submitt karain.
https://www.google.com/analytics


is lye zaroori hay ky aap apni website is main submitt karain .
awar ye sab kuch SEO kay doran aap ko bar bar kam ayga .
farz karain aap ka aik local busniss hay awar aap is ko apny irea main phelana chahty hain .

tu isi tarah is kay lye bhe aap ko apni website ko google kay local places main register karana parhy ga .
maps.google.com/localguides
Awar Verify karwaien gy ky aap ki website ka wajood kahan moujood hay .
Is say na serf aap ki website ko local busniss main help mily gy .balky SEO main bhi aap ko buhut kaam ayge .bal ky aap ki website ki online repotation barhany main madad mily gi.

Phir bari aati hay kay ham nay apny website ki online repotation main izafa kiss tarah karni hay?

Jab bhi koi cheez online buy karty tu sab say pehly .is website kay bary main malomat hasill karty ky .ky is ki online repotation kaisy hay is ky bary main reviews parhty ho ky is website kay bary main loog kya kehty hain.

is ki online rating  kya hay ,yahan tak ky aap ki social media accounts :facebook ,twitter, linkedan, waghaira per bhi check kya jaega .
kay facebook page kay kitny likes hay .
is ko aap kaisy use karty hain .awar loog facebook per aap ki website kay barhy main kaisy khayalat ka izhar karty hain .is ky alawa aap ky twitter per aap ky follwers chick kye jaty hain.


Awar aap wahan kya tweets kar rahy hain .awar is ka responce kya kya mil raha hay .is lye aap nay agar apni business ko taraqi deeni hay tu online repotation ko barhana na bholeye.
is kay alawa aap apni website ki targeted ya selected keywords per off page optimisation kar sakty hain .dosry alfaz main aap usy promotion bhi keh sakty hain.awar in he keywords per quality backlins banany hain ya strong backlink banany hain.

Is kay ilawa blogg awar article kay zareye content markeeting kar sakty hain .is main aap videos share awar images ko bhi shamil kar sakty hain .awar email markeeting bhi kar sakty hain. ye sab kuch content markeeting main aajata hain .awar aakhir main aap nay te tajreba karna hay kt jo strategy aap follow kar rahy hain us ki kya awar kitny fawaid aap ko mil rahy hain. awar kahan kahan mazeed kam karny ki zaroorat hay .
awar kahan aap say kami reh gai .

aal kay keywords ka asal muqabla 50 say start ho jata hay jab aap ka keyword ranke main 50 per puhunchta hay tu pher aap ko sakht muqably ka samna hota hay .agar aap ki website multy keywords per mushtamil hay tu har keyword ko kam az kam 10 backlinks dain .

jahan say domain layty hain wahan say hosting na lain
.

  


2 comments:

www.SocialStory.Design said...

hi 😊 bro
ur checked ✔ it??feedback pls for free premiumπŸ‘πŸ‘ do you want??

πŸ† #1 Social Story ✨ Design App πŸ”₯πŸ”₯ @ www.SocialStory.Design πŸ†•πŸ†•

inamgee said...

https://youtu.be/88nEQBgsoXA