Saturday 30 May 2020

mukammal seo course urdu main sekhiye brand new website ki traffic kaisy barhayien blogger

 mukammal seo course urdu main sekhiye brand new website ki traffic kaisy barhayien  

 kisi bhi website ki traffic awar shuhrat ka andaza us ki traffic say lagaya jata hay .site per traffic jetna zyada hoti hay ,site say earning kay zraye itni zyada hoti hay .hamara ye article is topic ko qadam ba qadam lay ka chaly gi .ky kiss tarah aap aik "brand" new website per mayari traffic hasil kar sakty hain .


earningideass.com 

in tips kay lye aap ky pass apna zati domain ka hona lazmi hay .
jaisy ky(www.yoursitename.com).
ta ky aap duryst tareeqy par har pehlu par amal kar sakain main is article main bhar poor koshish karta hun ky traffic kay husool kay lye kamayab awar anokhy tareqain aap kay samny paish kar dun .
ju mukhtalif tajrebat awar tehqeqaat kay baad hasil ho chuky hay.
bharhal corse start karty hain .awar mujhy is kay ikhtitam per aapki taraf say bhar poor feedback ka intezar rahy ga .
ta ham in tips per amal karny say pehly ye baat mind main rakh lain .
ky aap ki site sirf aik site nahin balky aik mukammal businisse hay (agar ye kaam aap sirf logoon ki fayde kay lye kar rahay hain tu wo alag baat hay).

keonky aap ny domain ki khareedari samait deegar kai process mukammal karwany kay lye paisg invest kye hain awar agar aap itny paisy zaya (waste) nahin karna chahty .tu zahir hay ky aap ko is kay lye sanjeeda hona parhy ga .

business ki nazar say daikhain tu sanjeedgy awar investment donoon intihaye zaroiri hay , agar aap pesoon ki investment kay sath waqt bhe invest kar rahy  hain awar phir sanjeedgy nahin tu ..........khair ye article khass tour par inheen logoon kay lye hy .ju aap nay apni site kay lye waqi he sanjeeda hain .awar na serf logoon ko acha mawad faraham karna chahta hay . balky apny ikhrajaat bhi pory karna chahty hain. awar janty hain ky kamyabi koi shortcut hay .tu wo hay anthak mehnat!

chalain starrt karty hain!


  • Search Engine Optimization .


internet per malomat awara website tak rasaye  hasil karny kay lye internet sarfeen kay lye search engine aik buhut bara zareya hay .

sarif har mozoo per na tu web address janta hay awar janta hay tu zyada deer tak yaad nahi reh pata .aysi sorat main search engines he wo wahid zareya hoty hain .jiss ki zareya sarif apni matlooba malomat tak rasaaye hasil karta hay . awar kisi bhi mouzoo per mawad  kay lye .website main traffic generate karny main search engines ka kirdar buhut aham hay . zyada tar websites per traffic unhain search engines ki badoolat hoti hay baad main deegar zraaye ki bari aati hay .

in search engines main google ,yahoo,msn waghaira mashoor hain jin main shamolyat say aap ki site ko zyada say zyada traffic milti hay .
is lye ye baat intihaye zaroori hay kay aap apny website ko search engines fraindley banain.

search engines main add honay say pehly chand batoon ko zihn main rakhna intihaye zaroori hay,jin nuqat par ghour karna zaroori hay wo darjzeel hay .

Search engines main meta tage ki ahmeyat.

aam tour par sarif websites ki taveel tareen adresees ko yaad nahi kar sakta .ya phir in ka wasta phir mukhtalif qism ki sites sy nahi para hota ise lye wo matloba malomat ya website talash karny kay lye search engines istemal main lata hai.jaisy hi sarif apny matlooba keywords search engines kisearch baar main likh kar inter ka button click karta hay saerch engines apni deta bais main moujood websites kay tittle awar tags main moujood malomat check karta hai .jo webmaster nay meta tags main daraj key hoti hai .

is ky baad jaisy hi kisi websites ki meta tags main moujood websites ki malomat sarif ki 
matlooba malomat say match karti hay search engine is website ka link foran zahir hony waly natayej main samil ker daita hain .
jiss kay baad sarif apni matlooba malomat say mutabiqat rakhny waly site ky link per click karta hay .awar is tarah search engines kisi bhi site kay lye trafic faraham karny ka zareya banta hay .


lakin thora wait kajeye search engine main shamil honay say pehly aap ko apni site kay bary main search engine ko malomat faraham karna hogi .ky aapki website per kis qism ki malomat hain ,aap ki site ki services faraham karti hay .awar aap ki site kiss shuba say mutaliq hay .

ye information direct search enginea ko nahin de ja sakti  .balky ye malomat aap apny web page kay head section main meta tags kay zareye dalty hain .

for example :

agar aap ki website health ki topic per mashwary daity hain tu aapki site ka tittle awar deegar tags ye ho sakty hain.


ab search engine main in meta tags kay sath apki site kuch is tarah zahir hoga !



apni site kay  pages kay naam contents kay mutabiq rakhain.

apni site ki tayari ky doran aap jo bhi webpage tayar karty hain  unhain in contents kay mutabiq naam dain .
jaisy kay agar aap nay mobile phones ki site kay panchon(5) pages tyar keye hain .awar unhain  "page1.html / page2.html  jaisy naam diye hain tu ye search engines kay lye masla payda kar sakty hain .
keonky in mamun say search engine is baat ka shanakhat nahin kar saky ga . ky ap ki site per kon konsay topics per malomat moujood hain .
jo site traffic ki kami ka bayes ban saktey hain.
is ka hal ye ho sakta hain  ky agar aap mobile site main tips ka page tarteeb day rahy hain .tu aap usy
 (mobile_tips.html)  ka naam day sakty hain . awar mobile sofwares awar downloading kay page ko  (mobile_downloads.html) ka naam dy sakty hain .

jo search engines ko ye pehchanny main madad day gi .ky aap ki website main kon konsay topics per informations moujood hain

frames ka istemal kam say kam karain .

apny website ko search engine fraindley banany kay lye ap jahan degar amoor ko maddenazar rakain .wahan is baat ka khas khyal rakhain . ky apny web pages main frames ka istemal na karain .keonky serch engines spiders frames main moujood contents ko nahin read kar sakty.
is lye search engine aysy webpages ko nazar andaz karta hy .jo traffic main kami ka baes ban sakta hay. 

webpage develpment main java flash ka istemal kam karain.


jahan website develepment main meta tags awar webpages kay naam swarch engines kay lye aham chezain hain .wahan is baat ka khyal rakhna bhi intheye zaroori hain .ky java flash awar jadeed languages main webpage design karny say website ki khobsorati main izafa hota hay wahy search engines ko unhain parhny main shaded diqat mehsoos hoti hay .jiss kay waja say search engines ki janib say traffic milana buhut mushkil ho jata hay .

  • popular search engines main site ki submissun.

 internet ki dunya main shayed hazaroon search engines wajood main a chuky hain.
awar baaz search engines tu aysy bhi ayen  hain jinho ny apni shuhrat hasil karny kay lye sarfeen ko paisy bhe dena shuroo keye .
lakin dunya bhar main 3 ya 4 aysy search engines hain .jo pori dunya main na serf jany jaty hain balky istemal bhe keye jaty hain .
in main google,live , awar yahoo shamil hain .
ta ham in maroof search enginea kay hoty hwy kisi ghair maqbool search engine main shamolyat intehaye bewaqoofi hogi .

lihaza in 3 search engines main shamolyat behtareen qadam hy.

in 3 search engines main add hony kay laye mandarja zail links ko istemal kya ja sakta hay.

http://www.google.com/addurl/?continue=/addurl

http://submit.search.yahoo.com/free/request



http://search.msn.co/docs/submit.aspx



submission kay baad khas tour per ihtyat .

aam tour par naye webmasters in search engine main site add karwany kay baad is baat ka bay cheeni say intezar karty hain .ky kab inki site search results main dekhaye dy !magr ye ghalat hay .

aap ki submission ky baad aap ki site ko list main aany mai. 1 say 3 hafty lag sakty hain .jiss ka aap ko wait karna chahye .

ta ham baaz loog dosry 2nd teesry 3rd din apni site ko search list na pa kar pareshani ka shakar ho jaty hain.
awar apni site ko ko baar baar apni search engine  main add hony ki koshish karty hain jiss ka result ye nekalta hain ky .
ky aakhir main search engine us ke ki site ko black list kar daity hain .
awar wo site dobara say search engine main add hiny hameesha kay lye hath dhu bhethty hy.

  • 3 Dmoz open directory main submission 


Dmoz aik open directory project hain jahan aap apna site submit kar sakty hain .
submission kay baad is site kay editer aap kay site ki janch partal karta hay .awar 1 ya 2 rouz main aap ki site directory main shamil ho jati hay .

Dmoz main site submit karny ka sab say bara fayeda ye hain .ky is directory main shamil hony k baad khud ba khud bary search engines ki nazar main aa jati hay .

keonky tamam pary search engines d moz main add hony waly naye websites ko check karny kag lye apny spiders bhejty rehty hain.


  • yahoo anser say traffic ka husool .



yahoo anser aik elmi comunity website hay .
jahan loog computer ,health ,buissens awar beshamar topics per sawlat karty hain .jisa ka jawab is comunaty main moujood members jis ko pata ho deeta hay.
us main docter ,mareez,ustad ,students waghaira bayak waqt shamil hoty hain .
aap apni site kay topic say  mutaliq swal search karain awar jawab post karain .
yahoo anser aap ko is baat ka ijazat deeta hain kay aap apbi jawab kay sath reference tour par kisi webaite ka address bhi de sakty hain .

aysy main agar aap ko lagta hain ky sawal karny waly ka jawab aap ki site per mojood hain tu apni site ka link zaroor dain.


  • dosry website per comments .


buhut sari aysi websites moujood hain .ky visiter ko is baat ki ijazat daity hai ky wo site main shamil articles ya mawad par apni raye ka izhar karain .jiss kay lye article ky aakhir main 4 text box per mushtamil aik forum deya jata hain .jiss main aap apna naam ,email,website ka address daraj karty hain .

aysi websites per apni saite ka address darj karny ka ye mouqa haath say na jany dain . magar is kay saath is baat ka bhe khyal rakhain ky bay rabat bay maani awar ghair mutaliq baat apni comment main darj na karain .balky jo topic chal raha hu. us kay mutalliq apni raye ka izhaar karain .
awar koshish karain ky aysi raye dain jiss per mazeed bahs ho saky .
awar informative maawad hasil ho saky .

awar agar ho saky tu chooti awar mufeed tip share karain .ta ky loog aap ki taraf mutawajje ho saky .is amal main akhlaqyat kay daman ko haath say na choorain .

yani spaming say parhaiz karain .


  • apni ebay profile main web URL ka izafa karain 


agar aap ebay.com kay member hain .awar ebay kay zareye khareed o ferookht karty rehty hain .tu apny ebay profile main apni deegar zaati karobari malomat darj karny kay saath saath site ka address darj karna mat bholiye .

  •  Email ID

website traffic kay selsily main aapka email id apky lye  aik madad gaar cheez sabit ho sakta hay .agar aap nay internet per website launch kar le hay .tu is ka matlab hay ky na serf aap internet say achi tarah waqif hay. balky aap dostoon kay sath rozmarra zindagi main rawabit bhi email kay zareye karty hongy .

internet say khutoot (emails )ki sahulat estimal karty howy aap din main apny dostoon awar agar karobari shakhseyat hain tu clients ko emalis zaroor karty hongay.
agar aap apni rozmarra arsaal ke jany waly emails main apni signature(naam)kay saagh apny website ka address shamil kar lain .tu ye address aak ki email main deegar zaroori mawad ka hessa ban kar aap kay naam kay saath aap ky dost ya client kay pass ba asani puhunch jaega .awar buhut say clients awar doost is naye (new)link kay izafy ko aik dafa zaroor check karain gy .

awar agar aap ki website in ki delchaspi ka baes ban gai tu wo yaqeenan aap ki site ka mustaqil visiter ban jaega .is tarha serf emails signature main apny website ka address shamil karny say aap achi khas traffic hasil kar sakty hain.


  • TAF (Tell A Friend) script 

taf jo ky tell a friend ka mukhaffaf hy .taf dar asal aik aysa script hota hay .jo aap ko apni website server per instal marna parta hay .jo aap ki website sarif ki janib sarif ko ye saholyat muhaya karta hay ky aap ki site kay bary main aapny dostoon ko batain .

agar aap ki site main sarif kay llye pasandeeda featchers awar malomat shamil hain  tu is baat ka qawi imkan hay ky sarif aapki site ky bary main dostoon ko zaroor bataye ga . lakin ba'az baaz awaqat sarif jaisy hi internet surfing khatam kar ky kisi dosry masrofyat main lag jata hay jiss say dostoon say aapki site share karny kay imkanat km hona shuru ho jaty hain. 
lakin (TAF) ki option pori tour par sarif ko aapki site kay bary main dostoon ko batany ki sahulat daity hay.
sarif jaisy hi is option per click karta hy is ky samny taxt box per mushtamil aik forum khulta hay jin main wo in dostoon kay emails darj karta hain .jinhain wo aapki site kay bary main batana chahta hay .

thori se mihnat say aap is automatic advertisement ka bandobast apni website per kar sakty hain.
jo traffic main izafy kay lye madad gaar sabit ho sakti hay


  • internet par achi shuhrat hasil karain .



internet per koi aysi ghair qanooni ya ghair akhlaqi baat kisi forum ,website ,ya blog per na karain my hacker ,cracker ,fazool ,khatarnaak ,ya na qabil etbari aadmi samjha jae. 

aapki aysi shuhrat hogi tu aap ki site ko bhi esi nigah say daikha jaega .keonky internet per aapka sabiqa posts ka record  hamaisha he rehty hain . awar mukhtalif awqat main loog parhty rehty hain  .
agar aap hacker waghaira ky tour per mashahoor howy  .ya koi aysi baat aap nay kisi forum main ki hay tu aam sarif jo hacking ki naam say hi khowf khata hay  ,aapki website per aany say ghabrayega .

loog aapki site aapki sabiqa record ko zihn main rakb ky usi negaah say daikhty hain .

is lye internet per achi shuhrat aapki site kay lye  baghar paisoon advertisement hain awar muft ki traffic ka baes hay .is lye internet ki halqoon main achi shuhrat hasill karain .

  • apni site ko mout say bachaien


agar kisi insaan ko 10×10 ft room main band kar rakh deya jae awar is tak taza hawa taza khana awar taza pani na puhunchaya jae tu us shakh ka keya haall hoga ??


yaqeenan  wo kuch he rooz zinda bach paeyga awar aakhir kaar mar jaaega kuch ayesa he maamla websites kay saath bhi hoota hay . har rooz neya post update karna hota hy .
tu aakhir kaar sites bhi dam thour daity hay. is lye ye zaroori hay ky site ko waqtan fawqtan update karty rahain .
site ko fresh content yani neya mawad awar sarif kay sawalat ka fori jawab awar backlinks waghaira samil ho .

yani agar aap apni site ko achi sehat awar achi traffic kay saath dekhna chahty hain ' tu har hafty main site main kuch na kuch neya zaroor shamil karain .awar agar aysa mumkin nahin tu am say m maheeny main 2 baar zaroor update  karny ki koshish zaroor karain .


dosri baat ye ky sarif ky swalat ka jawab fori tour per dain .

keonky is say saaf zahir hoota hay ky site ky peechy kaam karny waly moujood hain awar ye site update bhe ki jati hay .teesri  awar akhiri baat backlinks yani dosri websites main aapky link ka moujood hona awar har maheeny kaeye mazeed websites main shamil hoty rehna . ye khorak sites ko daity rahain awar apni site ko murda site kehlany say bachain .

  • Kuch waqt dosroon ki websites par kharch karain ..


kehty hain ky
(کربلا ہو بلا kar bhala hu bhla )

deekhny main ye aam kahawat hain .lakin agar aap is kahawat par amal karain tu tu jalad aapki site per mayari traffic shuroo ho jaega .

apni site ko 2 hours ky lye deekhna band karain awar ye khyal zihn say nikal dain kay aap aik site ky malik hain bas apni site ky topic per bani dosry websites search karain .awar agar aap ko is topic per banaye gai kuch websites mill jati hain tu unhain ik webmaster, editer ,visiter ky tour per daikhain .
check kejye ky is main design ,content ,technical ,koi ghalati tu nahin??
agar aap aysei ghalti search karty hain tu foran is site kay zimadaran ya webmaster say rabta karain awar us ghalti ki neshandhi karain.

zimadaran ko email karty waqt un ki martaby ka khyal rakhny ky saath saath is baat ka bhi ihsaas delaien ky wo aik aam aadmi say nahin balki aik tajreba kaar aadmi say mukhatib hain awar us email main hamdardi awar dosti ka unser shamil hain  .
eamil ky aakhir main duoa ky kalmaat apna naam awar apni site adress zaroor shamil karain awar email rawana kar dain .
nateeja ye hoga ky webmater aap ki nishandhi ko parh kar durust karny kay sath sath aik nazar aapky site par zaroor daly ga awar mumkin hain usy aapki site achi lgay  .awar wo aapko ko bhi maherana raye dain awar ye baat een mumkin hain  kt wo apny dostoon awar team ky sath  aapky site ky bary main guftago awar mutasira ho kar aapki site per ayeen . 
agar nateeja acha nahin  neklta tu gham nahin ,keonky aap ny kisi ki ghalti ki nishandhi kar ky aik neeky ki hay .awar usy aagy barhny ka mouqa faraham keya hain.

is baat say na dharain ky chand ghaltyan durust karny say wo aapki site say aagy nikal jaega keonky aysa mumkin nahin hay .bas dosroon ky lye acha sochain aap ky sath zaroor hoga.


  • sarif kay sawalat ky jawabat 24 hours ky andar dain .

jahaan aap nay apny website ko kamyaab banany kay lye chooty say chooty nuqaat ko nazar andaaz nahin keya wahan forum kay istemaal kay baad sarfeen ki taraf say aany walya feedback awar quiries (sawalat) ko bhi nazar andaaz mat karain awar in ky jawaab main 24 hours say zeyada dair mat karain.

awar mumkin ho saky tu in ky sawalat ka jawabat fori tour prr irsaal karny ki koshish karain .is say na sirf sarif khush rehta hay balky wo aapky servicess ki janib agla qadam barhata hay taham is baat ka qavi imkaan hy wo dostoon ko aap ki site kay bary main bataye .

keonky aapka foran jawab ya 24 ghantoon kay andar jawab sarif per buhut acha asara dalta hay .
awar na sirf sarif ko ye baat mutasir karti hai balky sarif per ye baat wazih ho jati hay ky is site ko handle keya ja raha hay .

awar is site kay peechy kaam karny waly moujood hain .
jabky jawab na deeny ki soorat main ya deer say dainy ki soorat main sarif ye tasawar karta hain ky ya tu webmaster ny ye website  bana kar choor diya hay  awar usy is ki parwaa nahin hay .ya sarfeen ko ahmeyat km deya jata hy.

agar aap ye mehsoos karty hain ky aap sarif kay sawalaat 24 hours main nahin day payengay tu aysi soorat main (auto respond ) apni site main add karna mat bholiye sarif jaisy hi aap ko queri bheejy usy isi waqt ya 
Kuch deer baad aik khud kaar (automatic) jawab mousool ho jae jiss main aap usy 24 hours ya is say zyada waqt main jawab dainy ka keh sakty hain .


  • site main feedback ya rabta forum add karna mat bholiye .


apni site kay bary main feedback dainy awar aap ki site ya servicess say mutaliq apni site main forum zaroor muhaya karain .jo sarif ki janib say feedback awar sawalat poochny ka asan rasta hain .
kisi zamany main feedback dainy awar sarif ki janib say sawalat kay lye aik email ka link deya jata tha .jiss par sarif click karta to achanak out lik ki window open ho jati thi .ye tareeqa purany sarfeen kay lye tu aik had tak qabil e qabool tha.
magar neya sarif aam tour usy cancel karny kay baad is patty per sawalt bheejny kay amal ko tark kar daity .

magar forums nay ye baat intehaye asan bana de hay .ab sarif ko agar site ya servicess kay bari main sawal karna  hota   hy tu mutalliqa link per click kar ky us ky samny  aik sada forum open ho jata hay jis per wo apna name email awar apna sawal submitt kar ky aap ko sent kar daity hain .
awar agly lamhy tamay quiries aap kay email box main aa puhunchti hay .

sirf email ky link ko daikh kar sarif  aksar awqaat apny sawalt apny zihn main lye back(wapas) ho jata hay .
aysi soorat main website per quiries awar feedback kay safhaat (pages) kay lye forums  behtareen zareya hoty hain .
jiss kay zareye sarif fori tour par rabta karta hain awar aap ky servicess say mutaliq apny sawalt bheej daity hain.
coming soon!

19 comments:

Shahidul said...

Trusted Fiverr Seller.
I will submit high da pa authority SEO dofollow blog comments. Domain authority 25-90, Page authority 25-65, using some of the biggest Authority websites on the internet that will drive authority and trust to your website to help increase its Search Engine Optimization First Page .So Google loves natural work

Lalita J said...

We are a leader in providing enterprise-grade technological solutions with special focus on Customer Flow Management, Entertainment, and Electronics Products such as Wireless Presenter, Wall Mount Screen, Professional Display, and Projector in Pune Maharashtra. Our success is attributed to satisfactory solutions, dependable and reliable technical support.
Interactive Boards
Best Home Theatre System
Projector Dealers in Goa

Chocolates said...

Best Quality Chocolates – Deesha Chocolates
Order online delightful chocolate gift boxes to melt the heart of your dear ones and make them feel loved.
Eco Friendly Chocolates Ganesha
Eco Friendly Chocolates Ganesha

Chocolate Gifts said...

Best Quality Chocolates – Deesha Chocolates
Order online delightful chocolate gift boxes to melt the heart of your dear ones and make them feel loved.
Chocolate Gifting

Chocolate Booke said...

Best Quality Chocolates – Deesha Chocolates
Order online delightful chocolate gift boxes to melt the heart of your dear ones and make them feel loved.
Chocolate Booke in pune
Chocolate Booke in Mumbai

Anonymous said...

thansk we are not ashamed to say that we are best social story creator; if you dont believe 📆📆 us check out 📲 📲 www.SocialStory.Design

www.SocialStory.Design said...

ajajajaj this is our website www.SocialStory.Design thanks so mchh
will it work 🥺 anybody tested instagram.com/socialstory.design

www.SocialStory.Design said...

helo we woukd like to invite you to try out our best z Instagram Story Maker software free 🦄 🦄 @ www.SocialStory.Design thanks for feedback!! rvery comment wins free premium https://instagram.com/socialstory.design 🤷

www.SocialStory.Design said...

🐢 thansk we are not ashamed to say that we are best social story creator; if you dont believe 📆📆 us check out 📲 📲 www.SocialStory.Design

Buy Tramadol Online USA said...

Call 1-315-512-2220,Buy Tramadol Online, Buy Tramadol Online USA, Tramadol Pills, Tramadol without Prescription, Buy Cheap Tramadol Online at the best price in the USA.
Buy Tramadol Online USA

Pune Girls said...

We are one of the top-rated escort service providers in Pune and gives an energetic time to our clients. We believe in quality and know that our customers are the pivot on which the entire business is based.
Pune Escorts

Bangalore Girls said...

Taniya Escorts Professional escort service and offer unbridled joy to our clients. We exist because of our clients and provide unending satisfaction to our customers. Our goal is to make you 100% satisfied with our top-line escort service Bangalore.
Bangalore Escorts

Chocolate Company said...

Best Quality Chocolates – Deesha Chocolates
Order online delightful chocolate gift boxes to melt the heart of your dear ones and make them feel loved.
Indian Chocolates Company

Chocolate Gifts said...

Best Quality Chocolates – Deesha Chocolates
Order online delightful chocolate gift boxes to melt the heart of your dear ones and make them feel loved.
Chocolate Booke in pune
Chocolate Booke in Mumbai
Chocolate Gifting
Eco Friendly Chocolates Ganesha
Eco Friendly Chocolates Ganesha

Projector Dealers said...

We are a leader in providing enterprise-grade technological solutions with special focus on Customer Flow Management, Entertainment, and Electronics Products such as Wireless Presenter, Wall Mount Screen, Professional Display, and Projector in Pune Maharashtra. Our success is attributed to satisfactory solutions, dependable and reliable technical support.
Interactive Boards
Best Home Theatre System
Projector Dealers in Goa

Buy Tramadol said...

Cheap Tramadol online now thru USA-USA delivery at your doorstep USA. Order Tramadol 50mg,100mg, 150mg, Tapentadol 200mg.
Buy Tramadol Online USA

Lalita J said...

Buy Tramadol Online, Buy Tramadol Online USA, Tramadol Pills, Tramadol without Prescription, Buy Cheap Tramadol Online at the best price in USA.
Buy Tramadol Online USA

Lalita J said...

Call 1-315-512-2220, Buy Tramadol Online, Buy Tramadol Online USA, Tramadol Pills, Tramadol without Prescription, Buy Cheap Tramadol Online at the best price in USA.
Tramadol without Prescription USA

Muneeb Ur rehaman said...

Very Impressive information you are fiving on Search Engine Optomization