SEO Kia Hay Is Ka Fayda Kia Hay Awar Keun Kia Jata Hay.
First Of All I Will Say You About SEO.
What Is SEO.
Seo Kya Cheez hay! It Means .
Search Engine Optimization.
SEO Wo Technic Hay Jiss Ki Waja Say Web Masters Apny Websites , Youtube Channels , Articles , Ya Pages Ko Rank Daity Hay.
Awar Kuch Mekhsos Ki Waja Say Apny Pages /Sites Ko Top Per Lay Aaty Hay.
Seo Mukhtalif Qisam Ky Search Engines Hay .Jiss May Sab Say Bara Search Engine Google Hay .
Lakin Agar Google Ki Ba'at Karain Tu Jab Ham Google Ko Open Kar Deety Hain Ya Ham Koi Keyword Search Kar Deety Hain Tu Hamary Pass Google Ka first Page Open Ho Jata Hay.
Is Ka Matlab Ye Nahi Ke Jo Top Per Aageya Ya First Page Per Aageya .Tu Kya Internet Per Keyword Kay Mutaliq Serf Ye Websites Hay?
Nahi Ye Bilkul Aysa Nahi Hay.
Balky Jo Top Per Aaaty Hai Wo Is Waja Say Aaty hay Keh Is Websites Ki SEO Ho Chuky Hoti Hay .
Website Ki SEO Waja Say Google Is Site Ko Top Per Show Karty Hain.
Ye Hay Seo .Ka Muhktasar Sa Ta'aruff Umaid Karta Hun Ke Aap Ka Concept SEO Ky Bary Mai Cleair Ho Chuka Hooga Hooga
Next Post May Seo Kay Aqsam Awar IsKay Tareeqou Kay Bary Maiy Discuss Kareengy
1 comment:
Nice
Post a Comment