blogginig karty howy aksar ho jany wali ghaltyan .jo nahin karni chahye
Aap May Sy Buht Say Dost Aysy Hongay Jo blogging karty hongay .
Awar is kay sath kai martaba Aysa ho Chuka hoga Ke Wo og Banaty Hain Awar Kuch Arsa Us Ke Uper Kam Karty Rehty Hain .
Lakin Kuch Arsa Ba'ad Wo Blogging Karna Chor Jaty Hain.
Awar Buhut Zyada Boor Ho Jaty Hay.
Keonky Wo Blogging Karty Howy Kai Ghaltyan Karty Hain.
Awar Us Ghaltyoon Ki WajaSy Google Adsense Unhe Approval Nahi Deeta .
1. Copy Post Uploading
Dosto Sab Say Pehly Hamary Aksar Bhai Jo Ke Copy Post Upload Kerty hay.
Dosry Website Say Post Copy Kar Ky Apny Blog/Website May Paste Kart Hain .
To Jo Loog Ye kam karty Unhy Hath Joor ke Kehta Hoon ke Ye kam Karna Chor Do .Keon ky Google Adsense Kabhi Bhi Aysy Blogs/Websites Ko Approval Nahi Deeta Chahy Buht Acha Blog Keon Na ho!.
Aap koshish Kejeye K Aap Khud Aik Post Publish Ker Kay Upload Karain.
Ye Buhut Zyada Acha Hoga Aap Ki Blog/Website Kay Lye .
Copy Pasting Per Kabhi Bhi Koi Shakhs Kamyab Blogger nahi Ban sakta .
2. Images Using With Article
Aap May Say Buht Zyada Bhai Aysy Bhi Hongay .Jo Content Tu Wo Zyada Lekhty Hongay .Lakin Wo Is Ke Sath Tasaweer (Images) Ka Istimal Nahi Karty Hongay.
Ye Aik Buhut Bari Ghalati Hai Bloggers Ki.
Tasaweer (Images) Ke Istemal Say Aap Ki Trafic May Buhut Zyada Izafa hoga .
Agar Aap tasaweer (Images) Ka Istemal Nahi Karty Thy Aap istimal karna Start Kar Do .
Aap Ka trafic Buhut Zyada Bar Jaega .
Visiters Bhi Aysy Posts Ko Zyada Tawajju Deety Hain .
Awar Google Bhi Aysy Posts Ko Jaldi Rank Deeta Hay.
3.Comment Replying
Comment Ko Reply Nahi Karna .
Buhut Sary Loog Ye Ghalati Karty Hain .Ke Us Ke Article Per Visiters Usy Comment Kerty
Hain .
Awar Admin Usy Reply Nahi Deeta .
Jo k Aik Bari Ghalati Hay.
Comments Ko Reply Karain K Aap Ky traffic May Izafa Ho Jae .
4.Header And Design
Aap Header Awar Blog Ki Design Per Bhi Zyada Tawajju Dain .Is Lye Aap Ka Blog Visiters Ko Acha Lagy.
Awar Post Ko Aik Achy Design My Rakhain Ke Visiters Ko Post Deekhny May Aasani Ho.
5. Regulerly Post Uploading
Aap Regulerly Uploading Ker Lay .
Aksar Dost Aysy Hain Jo Pehly Denoo My Tu Buhut Achi Tarah Article Lekhty Hain.
Lakin Pher Kai Din Ba'ad Wo ye Kam Karn Choor Jaty Hain.
Jo Blog Ki Zawal Ka Sabab Banta Hay.
Is Ki waja Say Aap Ka Blog Peechy Reh Jaega
Awar Wo Rank Nahi Kar Payeega .
Lehaza Is Ghalati Say Ba'az Raheye.
6. Social Media Sharing Button
Social Media Sharing.
Kafi Sary Websites Aysy Deekhny Ko Mily Hain.
Jess Per Social Media Sharing Ka Button
Bilkul Nazar Nahi A'ata .
Aksar Aysa Hoota Hay Ke Viseters Aap Ka Post Perh Raha Hota Hay Awar Wo Usy Pasand Ajata Hay.
Pher Wo Chahta Hay K Ye Post Dosroon Ky Sath Share Karlain .
Lakin Sharing Ka Koi Option Na Hony Ki Waja Say Aap Ka Post Dosry Logoon Ko Nahi Puhnch Sakta .
Agar Ki Site May Ye Button Nahi Hay Tu Aaj Sy Laga Lain.
7. Blogg Inalatics
Blog Ky Inalytics Ko Use Karna .
For Example .A'ap Ny 50 Fifty Ya Is Say Zyada Posts Likhi Hay.
Is May A'ap Check Kar Lain Ke Konsa Post
Aap Ky Blog Per Zyada Deekha Gya Hay.
Viseters Kiss Qisam Ky Post Zyada Pasand Karty Hay.
Pher Aap Is Qism Ky Posts Zyada Upload Kar Lay..
2 comments:
π #1 Social Story ✨ Design App π₯π₯ @ www.SocialStory.Design ππ
hi π bro
ur checked ✔ it??feedback pls for free premiumππ do you want??
helo we woukd like to invite you to try out our best z Instagram Story Maker software free π¦ π¦ @ www.SocialStory.Design thanks for feedback!! rvery comment wins free premium https://instagram.com/socialstory.design π€·
Post a Comment